
Na tha kuch to khuda tha ,
Jab main tha to khuda tha ,
Is zindagi ke liye shukriya ae khuda ,
Arzoo meri yehi, millu tujhse kabhi,
Zindagi mere liye banayi tune jannat,
Diya itna ki baki bhi ho jannat,
Tera chehra na hai samne ,
Par jaanta hun tera saaya hai mere saath,
Dukhi nahi main tu nahi samne ,
Khush hun is zindagi ke baad ae mere khuda tu aayenga zarror mujhe lene,
Wo aakhri baar jo na kar saka sijda,galti thi meri,
Khush hun Zindaagi ke baad rahunga hamesha chaau mein teri.
No comments:
Post a Comment